Fughaan
Zindagi yunhi basar hone do
Gham badi der se firaaq hone do,
Shabnami auns ko phir se batoroon main kyun kar
pighalne do inhein yunhi beh jaane do,
Us kinaare se aayengeen phir sadayein kuch
aur, is kinaare shikasht-e-zaam behne do,
Dil mein sauda, zigar mein raqt nahi
palon ko thaam ke ye waqt girte hain,
Simti ye ghadiyaan, inhein aur simat jaane do
is kashish ko "Fugaan" ho jaane do.
This is yet another try at writing and composing something. Click on the link below or on Fughaan Sound Track.
http://www.youtube.com/watch?v=VxZXKHsK3mY

Comments
Shikvaa-e-zulmat-e-shab se to kahi behtar tha,apne hisse ki koi shamma jalaate jaate;
Kitna aasan tha tere hijr me marna jaana,phir bhi ik umr lagi jaan se jaate jaate;
Jashn-e-maqtal hi na barpa hua varna ham bhi paa-bajolaan hi sahi naachte gaate jaate;
Uski vo jaane uske paas-e-vafa tha ke na tha
tum apni taraf se to nibhate jaate...
keep the good work going...great talent!!!!!!!!!
Dil ko ye ilm tha ki wo aayenge jaroor
Is kadar se magar, ye khabar na tha.
:)