A double treat for my readers - since I was inactive for long, I thought of putting up two pieces at the same time. Heavy dose for you guys?? :P
Phool khilte hain baharon mein gar jo aate ho tum
Jo na bhi aawo toh mitte rahe ye gul phir bhi,
Saansein meri ruk-ruk ke chalti hain jo na ho tum
Aur jo ho bhi tum to rukti nahi kambhakt phir bhi,
Zinda hua raat ki chaa gaya taaron ka jaal
Saba ki yaad mein rota hai ye dil phir bhi,
Aayi hai maut bankar abki saba ki khusboo
Na bhoolega dil sab me uge haseen chaand ko phir bhi.

Comments
the inspiration must be as beautiful as the writing

Aur jo ho bhi tum to rukti nahi kambhakt phir bhi", ye to ghazab hi tha :)