Skip to main content

Posts

Fughaan

Fughaan Zindagi yunhi basar hone do Gham badi der se firaaq hone do, Shabnami auns ko phir se batoroon main kyun kar pighalne do inhein yunhi beh jaane do, Us kinaare se aayengeen phir sadayein kuch aur, is kinaare shikasht-e-zaam behne do, Dil mein sauda, zigar mein raqt nahi palon ko thaam ke ye waqt girte hain, Simti ye ghadiyaan, inhein aur simat jaane do is kashish ko "Fugaan" ho jaane do. This is yet another try at writing and composing something. Click on the link below or on Fughaan Sound Track. http://www.youtube.com/watch?v=VxZXKHsK3mY

Teri Yaad

Teri Yaad: Teri yaad aati hai Un lamhon ki khushboo se Jo humne churayee thi Sulgi hui saanson se Un behki hui baaton ko Jo humne sunayee thi Dheeme si dhadkanon ko, Palkon pe yun sajakar Aankhon se jo tumne kaha tha Baarish ki narm boondein, Pehluwon mein lapete Tumne jo mujhko chuwa tha Ye dil bhool na paaye Wo baatein, wo raatein... Saanson ka tum pagalpan ye dekho ki thamte nahi Dekho na, dekho na, Lafzon mein jo sil gaye hain, aankhon mein jo khul gaye hain Un khwabon ko doondho zara doondho na, doondho na, Dil ki ye kashish tum jaga ke so gaye Teri yaad.. Here it goes: Something which was keepin me busy from last few weeks. Nothing great, but who knows..;)This wouldn't have become possible without the help of my sweet friend, Suga, better known as Sugri:) Click on the link below or on the Teri Yaad Video. http://www.youtube.com/watch?v=Gaa5kPTwB9s

Inquilaab

The journey with the pics would continue and would halt at a place where the echoes of history, the sounds of despair and the trumpets of victory, all jostled at a one place and at a same time. For some it was a world possessed, for many it marked a doom, a doom which has left indelible marks on many of the generations that followed the heroes who sacrificed their lives. Sacrificed for what? Well, don't be impatient, the story would unfurl at its own pace. But the lives of the unheard heroes with unseen faces need to be remembered. The marginal yet pivotal, the unsung yet haunting, for those masked faces a little tribute: Inquilaab: Simat kar baitha hai jo, rooh ko daboche be-aab aankhein aur num si palkein, ek aas hai phir bhi baaki abhi, aur ek Inquilaab jo kabhi kaha hi nahi. Kya juroori hai dard ko ek naam dena aur har sukhan mein lafz ko sajana, rehne do bebas usse kuch aur pal abhi zinda raha toh thaam lega zindagi. Raakh ki dher mein hain chingaariyaan abhi ragon mein leti j...

Continuing with Amateurish clicks, pictures taken during Southampton visit last August:

Amateur clicks